Tuesday, January 10, 2012

Balaji Ki Aarti


Om jaya Hanmath veera , Swami jaya hanumath veera,
Sankat Mochan swami , thum ho Rana Dheera
 
Pavan puthra , Anjani sutha , mahimaa athi baari,
Dukha daridrya mitavo , sankat cchaya hari.

Bala samya may thum ne , ravi ko bhaksha liyo,
Devan Sthuthi keenhi , thurthhi chod dhiyo.

Kapi Sugreeva rama sangh maithri karvayi,
Abhimani bali matyo , Keerthi rahi chayi,

Jaari lanka siya sudhi lay aayi , vanara harshayo.
Karaj kadin sudhare , Raghuvar man bhaaye,

Shakthi lagee Lakshman ko , Bhaari soch bhayo.
Laya Sanjeevan bhooti , dukha sab dhoor kiyo,

Ramahi lay mahiravan , jab patal gayo,
Thaahi maari Prabhu layo , jaya jayakaar bhaayo.

Rajat mehandhipur mein darshan Sukha kari,
Mangal aur sanischar, mela hai jari,

Sri Balaji ki aarthi , jo koi nar gave ,
Kahath Indr harshitha man , vaanchitha phal pave.

0 comments:

Post a Comment

Share

Twitter Facebook Digg Delicious Stumbleupon Favorites More